Whatsapp Ko Kaise Delete Kare, WhatsApp Delete Karna hai
How to delete whatsapp account: Hello Readers!! aaj hum baat karenge WhatsApp Account ko Delete Karne ke Method ke baare me.
Agar aapka bhi ahi sawal hai Whatsapp Delete kaise karte hain to aap sahi jagah par aa gye ho.
Kyunki hum aapko ahan par Whatsapp Account Deletion se Related sary jankary jaise ki Whatsapp Account ko Delete kaise kare,
Ya Permanently WhatsApp Account Ko Delete Kaise Kare?, Kai bar hamare liye ye jarury ya majbury ho jata hai, Or hume lagta hai ki ab hum kuchh dino ke liye Whatsapp ko naa Chalayein..
Or yesa hone par kai bar hum kuchh dino tak band bhi karke rakhete ya kai Whatsapp Group ko left bhi karte hain lekin log mante kahan hain,
Or hume fir se add kar dete hai or hum kai baar pareshan hokar fir se Sochne lagte hain ki Whatsapp Account Delete kaise kare?,
how to delete whatsapp account in hindi, Or kai baar to ye majbury ho jaty hai hum apna Phone ya Sim ko kho dete hai, or sochte hi ab band karna hao Whatsapp ko kaise karein?
Mobile Phone ya Sim Kho Jane Pe Whatsapp ko Deactivate Kaise Kare, whatsapp account delete kaise karte hai, How To Delete WhatsApp Account Permanently.
To Chaliye jante hain ki Whatsapp Accpount ko Delete kaise karte hain ya Whatsapp Account Delete kaise kare?
Reason For Deleting Whatsapp Account -
Whatsapp Delete karne ke Basically 2 Reason ya Case ho sakte hai..
Case.1
Pehla to ki aapko bahut Pareshany (Timepass) ho raha ho Whatsapp use karne ki wajah se or aap Pareshan hokar Whatsapp ko use naa karna chah rahe ho,
ya aap soch rahe honge ki ab kluchh din tak Whatsapp ko chhor hi diya jaye.. Or kuchh dinoi baad Whatsapp ko fir jab man kare to use kiya jaye.

( ** Is Reason me aapke paas aapka Whatsapp wala Phone or Sim dono aapke pas Mojud hai)
Case.2
Or dusra karan ye ki aapka Whatsapp wala Phone ya Sim kho gya ho ya Gum gya ho, ab aap soch rahe hon ki koi iska Missuse (Galat istemaal) naa kare or aap chah rahe ho ko ki Whatsapp ko band kar diya jaye ya Whatsapp ko band kraya jaya.

( ** Is Reason me aapke pas na to Whatsapp wala Phone hai or na to Sim, dono me se aapke paas kuchh nahi hai.)
How To Delete WhatsApp Account Permanently in Hindi || Whatsapp Ko kaise Delete Kaise kare ?
Whatsapp Account ko Delete karna bahut hi Simple hai, Or aap ise bahut hi aasany se kar paoge or agr aako nah [ata ki kaise to tension naa lein kyunki hum aapko aahan sare Steps in Simple ya Saral tarike se batane wale hain, To chaliye jaante hain.. Agar dekha jaye to Whatsapp account ko delete karne ke piche bohot si karan ho sakta heMethod-1, Jab aapke pas Whatsapp wala Phone or Sim dono aapke pas Mojud hai..
Steps To Delete Whatsapp Account in Hindi.
Step.1
Sabse pahle aapko Aapko apne Whatsapp ko Open karna hai. Whatsapp Open ho jane ke bad aapko Upper Corner ya kone me dikh rahe tin dot me Click karna hai, jaise ki niche Screenshot me dikhaya gya hai.
Step.2
Jaise hi Corner ke dot me Click karoge, aapko kuchh Options dikhenge. Jisme se aapko Sabse niche wale ko yani ki "Setting" ko Choose kar lena hai.
Aap niche dikh rahe Screenshot ko dekhkar bhi Whatsapp Account ko Delete kar sakte ho, ya delete kerne me madad le sakte ho.
Step.3
Setting me Click karte hi aapke samne aapka Whatsapp Account ka pura details dikhega, Jisme ki aapne jo apne Whatsapp Account par naam likha tha us detail ke sath sath or bhi bvahut sare Setting details dikhenge
jaise ki Account, Chats, Notifications, Payments, Data and Storage usage, Invite a friend ke sath hi aapko Help ka bhi option dikhega. Jisme se aapko Account ko Choose karna hai, Jaisa ki is Screenshot me dikhaya gya hai.
Step.4
Account me Click karte hi aapke samne aapka Whatsapp Account se judySetting details dikhega, Jisme ki Setting details dikhenge jaise ki Privacy, Security, Two-step verificaion, Change Number, Request account info, Delete my account.
Or aapko "Delete My Acccount" ko Select kar lena hai ya uspar Click kar dena hai, jaisa ki is Screenshot me bhi dekh sakte ho.
Step.5
Jaise hi aap Delete My Acccount ka Option ko Select karoge aapke samne kuchh Note me dikhenge jisme likha hoga ki,
Delete Your Whatsapp Account Will;

- Delete your Account from Whatsapp.
- Erase your message history.
- Delete you from all of your Whatsapp Group.
- Delete your Whatsapp Drive Backup.
- Delete your payments history and cancel any pending payments.
in sab ke baad bhi agar aap Apne Whatsapp Account ko Delete karna chah rahe ho to Screenshot me dikhaye gye jagah par aapko apna Whatsapp Account Number ko daalkar Delete My Acccount par Click kar dena hai. Jaisa ki aap is Screenshot me dekh sakte ho.
To is tarah se aapka Whatsapp Account Delete ho jayega. Agar aapke paas aapka Whatsapp wala Phone or Sim dono aapke pas Mojud hai to.
Or agar aapke pas na to Whatsapp wala Phone hai or na to Sim, dono me se aapke paas kuchh nahi hai to aapko niche batye gaye Steps ko follow karna padega, Whatsapp Account ko Delete karne ke liye.
Method- 2, Jab aapke pas na to Whatsapp wala Phone hai or na to Sim, dono me se aapke paas kuchh nahi hai, Ya aapne kho diya.
Steps To Delete Whatsapp Account in Hindi.
Yesi stithi me to sabse pahle aapko apne Sim ko band kawana chahiye, uuske baad aako Whatsapp Support Team ko Mail karna hai ki aapne apne Phone kho diya hai Please Mere Whatsapp Account ko Deactivate karein.
Ya aapka phone Stolen ya Chory ho gya. Wo hi aapki madad kar sakte hain, iske sath hi aap Local Police Station me aap ek FIR Lodge kar sakte ho taki agar koi kuchh galat kare aapke phone se to aap Surakshit raho.
Whatsapp Support Team ko Mail karne ke liye aapko support@whatsapp.com par mail karna hoga.
Jisme aap kuchh is format me Mail kar sakte ho.
To: support@whatsapp.com
Subject: Stolen/Lost - Please Deactivate my Account Immediately.
Message: Stolen/Lost - Please Deactivate my Account (+919999999999) Immediately. Thanks!!
To is tarah se aapne aapke pas na to Whatsapp wala Phone hai or na to Sim, dono me se aapke paas kuchh nahi hai, Yesi stithi me bhi apna Whatsapp Account ko Delete kar liya.
Final Words:
Mai aasha karta hun ki aap samajh gaye honge ki Whatsapp Account Delete kaise kare, Ya isse judy or bhi jankary jaise ki apna whatsapp account kaise delete kare, whatsapp account delete kaise kare,Whatsapp Account ko Delete kaise kare,Permanently WhatsApp Account Ko Delete Kaise Kare?, how to delete whatsapp account in hindi . Mobile Phone – SIm Kho Jane Pe Whatsapp Is Deactivate Kaise Kare, Agar abhi bhi aapka koi sawal ya sujhaw ho to niche Comment kar sakte ho..
Tags;
whatsapp account delete kaise karte hai, Whatsapp Account ID Delete कैसे करे, How To Delete WhatsApp Account Permanently | WhatsApp Account Ko Band Kaise kare, whatsapp account delete karna whatsapp id delete karna whatsapp id delete kaise karte hain, Whatsapp Account Delete Kaise Karte Hai, "whatsapp deactivate kaise kare", "whatsapp account delete kaise kare", "whatsapp account delete karne ka tarika", whatsapp ko delete kise karein

Mere whatsapp ko koi or chala rha h m usko band kase kro
ReplyDeleteMere nambar se bi whatsapp open nhi ho rha pin magta h
Whatsapp account delete krne k bad aisa kya kre ki kisi dusre k ph me mere number se whatsapp show na ho
ReplyDeletePost a Comment