Google Pay, Tez App: Namaskar!! Aaj aapse bat krenge Tez App (jo ki ab Google Pay App ke naam se jana jata h) ke bare me. Google Pay App, Google ke dwara ek UPI Payment based app hai. Google apne new Payment app ko promote krne ke liye Referral program launch kiya hua h, Jisme aap Google Pay App ke dwara Online Paisa bhi Earn Kar sakte ho, Rs.9000 rupye tak. Agar aap New user ho to aapko Rs.51 rupya as a joining bonus milega (1st transaction par) or sath hi aapko Rs.201 per referral milega. Means aap jitne logo ko refer kroge sabhi ke liye aapko ₹201 rupye praty wykty kar ke milenge. To der kis bat ki chaliye shuru krte hain or jante hain ki kese use Karna hai Google Pay ya Tez App ko.
Jesa ki hum sab jante hain ki Refer karke Rs.201 rupya kamane ke liye sabse pehle aapko google pay app me register hona hoga. Google Pay app me Register bhi usi number se krna hai jo number aapka bank account me link hai. kyunki ah UPI yani ki (Unified Payment Interface) baesd app hai. Isme apne bank account me linked mobile number se isliye register krne hai kyunki yah payment system aapke mobile number se aapke bank account ke detail ko fetch krke work krta hai.
To ab aap puchh sakte ho ki is google pay app me register kese karna hai or use kese karna hai? to aaeye simple steps me samajhte hain...
Steps1.
Sabse phle aapko Google Pay App ko install krna hai, Install karne ke liye yaha Click Krein. Aa fir niche diye link ka bhi prayog kar sakte hain..
(Rs.51 Joining bonus pane ke liye uper diye Link se Google Pay App ya Tez App ko Install karna jarury hai).
Step2.
App ke Install ho jane par aapko Google Pay App ko Open kar lena hai, Open karne par aapko Mobile Number Enter karne ko kaha jayega. AApko wo mobile Number Enter Karna hai joi ki aapke bank accoount me linked hai. Or sath hi aapse Email id Choose karne ko kaha jayega. Aapko email id choose kar leni hai. fir aapko Google pin ya Screen lock se Tez App ya Google app ko secure karne ko kaha jayega is steps ko pura kne ke bad aapko. proceed karne hai.
Step3.
ab aapko upper right top par aapke naam ke sath aapka photo dikhega jo ki aapke email id par hai, aab aapko thiuk wahi par dikh rahe Add Bank Account par click krna ahi, Jese hi click kroge aapko bahut sare bank ke list dikhenge. ab aapko un list me se aapne bank account ko choose kar lena hai, choose krtye hi aapse bola jayega ki apne bank registered number ko choose krne ko or fir aapko bank me registered number ko choose kar us se verify kar lena hai. (Rs.1.50 se Rs3 rupya tak SMS Charge lag skta hai.)
Step4.
ab aapko transasction karna hai, Minimum Rs.1 rupya ki bhi kar sakte ho, jese hi transaction complete kroge, Google pay app me Reward section me aap dekh payenge ki Rs.51 credit kar diye gye hain joki Next 48hrs. m,e aapke bank account me credit kar diye jayenge. (Jyadatar ah within 10 minute me hi bank me credit ho jate hain.
Agar aapke koi mitra Google Pay App ko use nhi karte to aap humare UPI id ( freeservicehindi@okhdfcbank ) pe Rs.1 rupya send kar sakte ho, jese hi aap Rs.1 rupya send kroge aapko Rs.51 joinimg bonus mil jayega.
to in simple steps ke dwara aapne jaan liya ki kese hum google Pay App me register kar sakte hai or aasani se Rs.51 rupya apni bank account me le sakte hain.
To chaliye ab jante hain ki kese hun Refer karke Rs.9000 rupye tak online aasani se kama sakte hain. Jisme ki abhi Rs.201 rupya praty refer mil rahe hain, jo ki badhte ghatte rhte hain samay ke anusar. tro chaliye jante hain ki kese refer karte hai Google pay ya Tez App ko apne doston ya rioshtedaron ke sath or Online pesa kaise kamate hain.
Google Pay App ko apne doston ke sath share karke aap bahut hi aasani se paise kama sakte ho. Uske liye sabse phle aapko uper steps ko follow karke Google pay ya Tez App ka user ban jana hai. Google pay ke user ban jane ke bad aapko bas niche diye steps ko follow karne hai.
Sabse phle aapko Gogle Pay App ko Open Kar lena hai.
Open karne ke bad aapko App ke sabse niche aapko ek option dikhega jisme likha hoga ki "Invite a Friend" ka bas aapko uspar click krna hai or apne referral link ko apne doston ke sath share kar dena hai chahe wo whatsapp ho ya facebook. Share karne ke bad aapko apne dosto ko app ko aapke link se install karke uper diye sare steps ko follow krne ko khna or bas done..
jese hi aapke friends Google pay app ko install karke uspar register karke phla transaction complete krenge aapko turant Rs.201 rupya referral ke mil jayenge, jo ki aap Google Pay App ya Tez App ke REWARD Section me dekh payenge and wo paise aapke Google Pay App se linked Bank Account me Transfer ho jayenge within 48hrs.
Q. Kya Google Pay mei Paytm Payment Bank ko Link kar sakte hain?
Ans. Haa aap Google Pay App mein Paytm PAyment Bank ko add kar sakte hain. App kis Kis bank mein UPI use kar sakte hain uski jankary hume pichhle post mei di hai. aap dekh sakte hain.
Q. Kya Google Pay mei sach mein Cashback milta hai kya?
Ans. Yes!! Ye Google ki product hai, to iske sabhi offers sahi hai. Or isme cashback bhi milty hai.
Q. Google Pay ke nukshan kya hai?
Ans. Hamre hishab se to kuchh nukshan nhi hai Google Pay use karne ka, bas aapko thora active rhna hai agar aap online payment system koi use karte ho to. Taki kisi ko phone dene par koi ghatna na ho jaye. Isme ek khami hai, isme kya sabhi online payment app me ye dikkat hai hai ki net nahi hone par aap transaction nahi kar sakte. Just kidding,, ye to sabko p[ta hai...
Q. Kya Google Pay Secure hai?
Ans. Yes!! mere hishab se to Google Pay bahut hi secure hai. or isi wajah se Google Pay jis din launch hua us din se mai bhi regularly use kar rha hun..
Q. Kya mai apne ek Google Pay App se apne dusre bank account linked Google Pay App me paise bhej kar Cashback Offer ko Avail kar sakte hain?
Ans. Haa aaap apne ek Google Pay App se apne dusre bank account linked Google Pay App me paise bhej kar Cashback Offer ko Avail kar sakte ho.
Q. Kya Google payu Charge less hai?
Ans. Haa Google payu Charge less hai?
Conclusion:
Main aasha krta hun ki aap samajh gye honge ki Google pay ya Tez App kya hai, isko kaie use kiya jata, Google Pay App se hum paisa kaise kama sakte hain. Agar aapko is postr se related abhi bhi koi aur jankary chahiye ho to niche comment karne nas bhulein.
How to Get Rs.51 for Installing Google Pay / Tez App & Rs.201 for each Referral?

Google Pay (Tez) App ko Refer karke kaise paisa kamate hain?
Google Pay App ko apne doston ke sath share karke aap bahut hi aasani se paise kama sakte ho. Uske liye sabse phle aapko uper steps ko follow karke Google pay ya Tez App ka user ban jana hai. Google pay ke user ban jane ke bad aapko bas niche diye steps ko follow karne hai.
Sabse phle aapko Gogle Pay App ko Open Kar lena hai.
Open karne ke bad aapko App ke sabse niche aapko ek option dikhega jisme likha hoga ki "Invite a Friend" ka bas aapko uspar click krna hai or apne referral link ko apne doston ke sath share kar dena hai chahe wo whatsapp ho ya facebook. Share karne ke bad aapko apne dosto ko app ko aapke link se install karke uper diye sare steps ko follow krne ko khna or bas done..
jese hi aapke friends Google pay app ko install karke uspar register karke phla transaction complete krenge aapko turant Rs.201 rupya referral ke mil jayenge, jo ki aap Google Pay App ya Tez App ke REWARD Section me dekh payenge and wo paise aapke Google Pay App se linked Bank Account me Transfer ho jayenge within 48hrs.
Frequently Asked Questions, about Google Pay ( Tez) App:
Q. Kya Google Pay mei Paytm Payment Bank ko Link kar sakte hain?
Ans. Haa aap Google Pay App mein Paytm PAyment Bank ko add kar sakte hain. App kis Kis bank mein UPI use kar sakte hain uski jankary hume pichhle post mei di hai. aap dekh sakte hain.
Q. Kya Google Pay mei sach mein Cashback milta hai kya?
Ans. Yes!! Ye Google ki product hai, to iske sabhi offers sahi hai. Or isme cashback bhi milty hai.
Q. Google Pay ke nukshan kya hai?
Ans. Hamre hishab se to kuchh nukshan nhi hai Google Pay use karne ka, bas aapko thora active rhna hai agar aap online payment system koi use karte ho to. Taki kisi ko phone dene par koi ghatna na ho jaye. Isme ek khami hai, isme kya sabhi online payment app me ye dikkat hai hai ki net nahi hone par aap transaction nahi kar sakte. Just kidding,, ye to sabko p[ta hai...
Q. Kya Google Pay Secure hai?
Ans. Yes!! mere hishab se to Google Pay bahut hi secure hai. or isi wajah se Google Pay jis din launch hua us din se mai bhi regularly use kar rha hun..
Q. Kya mai apne ek Google Pay App se apne dusre bank account linked Google Pay App me paise bhej kar Cashback Offer ko Avail kar sakte hain?
Ans. Haa aaap apne ek Google Pay App se apne dusre bank account linked Google Pay App me paise bhej kar Cashback Offer ko Avail kar sakte ho.
Q. Kya Google payu Charge less hai?
Ans. Haa Google payu Charge less hai?
Q. IOS ke Google Pay App mein Check balance ka Option nhi aa rha hai?
Ans. Agar aap bhi Google Pay app use karte ho apne ios me or aapke bhi application mei check balance ka option nhi aa rha hai to aap apne app ko update kar check kar sakte ho.
Q. Kya mere Bank passbook mei Transaction history show karega jo hum Google apy app se Transaction karte hain?
Ans. Haa! aapke Bank passbook mei Transaction history show karega jo aap Google Pay app se Transaction karoge.
Q. Kya Hum Google Pay Tez App se Transaction History ko Delete kar sakte hain?
Ans. Nahi. Google Pay Tez App se Transaction History ko Delete nahi kar sakte hain.
Q. Google Pay App par Transaction Complete hone par humko Transaction id kaha se milega?
Ans. Agar aa[pko Transaction id chahiye toi simply aap Transaction history me ja kar check kar sakte ho.
Q. Mere Redmi Note 4G Phone mein Google Pay App Install nhi ho rha hai?
Ans. Ye to depend karta hi aapko kon sa Error mil rha hai, Download karte time, fir bhi aap apne storage ko khali kar ( kuchh unusual app) ko Uninstall kar Try kar sakte ho.
Q. Kya hum Google Pay App se International; Transaction kar sakte hai?
Ans. Nahi app Google Pay App se International Transaction nhi kar sakte..
Main aasha krta hun ki aap samajh gye honge ki Google pay ya Tez App kya hai, isko kaie use kiya jata, Google Pay App se hum paisa kaise kama sakte hain. Agar aapko is postr se related abhi bhi koi aur jankary chahiye ho to niche comment karne nas bhulein.
Related Post;
إرسال تعليق