Check Voter Card Status Online: Hello Readers!! Aaj hum bat karenge ki kaise hum Apna Voter Card Online Check kar Sakte hain ya Online Voter Card ko dekh sakte hain? Agar aapko nhi pta ki Online Voter Id Card ke liye Kaise Apply karte hain? To uski jankari aap hamary pichhly Post se prapt kar sakte ho jo aapki madad krega Voter card Online Apply karne me.
Agar aap bhi yahi Search kar rahe the ki aap kaise Voter Card Online Search karen, to aap sahi jagah par ho. To Chaliye jante hain..
Sabse pahle aapko ElectoralSearch ke Official Website par Visit karna hai, aap ahan Click kar bhi Voter id Online Search Page par ja sakte ho.
Upar Link ko Open karne ke bad aapko, Select karna hai ki aapko Kis Cheez se Voter id Card Online Search karna hai.
*Search by Entering Details.
Agar aap apna pura details daalkar Voter Card id ko Check karna chah rahe ho to kar sakte hain, Steps niche hain.
Sabse Pahle aapko Search by Details par Click karna hai. Fir waha par aapse details puchha jayega jisme aapko pura details daalna hai. Jaise ki aapka
नाम/Name *
पिता / पति का नाम (Father's/Husband's Name)
उम्र/Age जन्म तिथि/DoB
लिंग/Gender
राज्य/State
जिला/District
विधानसभा निर्वाचन क्षेत्र/Assembly Constituency
Pura upar bataye gye details daalne ke bad Captcha Code dalkar Search par Click kar dena hai. Pura Voter id ka details aapke samne aa jayega.
Is tarah se aapne pura Details daalkar Voter Card id ko Online Check kar sakte ho ya voter card status dekh sakte ho.
*Search by EPIC Number
Agar aap EPIC Number se Search karna Chah rahe ho to sabse pahle aapko Search by EPIC Number Select kar lena hai.
Uske bad aapko EPIC Number daalna hai.
Apna Rajya ke nam ko Select karna hai. Or Captcha Code ko Enter karne ke bad Search Par Click kar dena hai..
Aapka Pura Voter id Card Details aapke samne aa jayega.
To is tarah se aapne apna Voter Card Online Check kar liya Ya Online dekha.
Conclusion:
Mei aasha karta hun ki aapko sary jankary mil gyi hogy ki kaise Voter Card Online Check karte hain ya dekhte hain. Agar aapka koi Sawal ya Sujhaw ho to niche Comment karein. Or ady aapko yah faydemand laga ho to Share karein jaruratmando ke sath.

How To Check Voter Card Online ?
Sabse pahle aapko ElectoralSearch ke Official Website par Visit karna hai, aap ahan Click kar bhi Voter id Online Search Page par ja sakte ho.
Upar Link ko Open karne ke bad aapko, Select karna hai ki aapko Kis Cheez se Voter id Card Online Search karna hai.
- Search by Details.
- Search by EPIC Number.
*Search by Entering Details.
Agar aap apna pura details daalkar Voter Card id ko Check karna chah rahe ho to kar sakte hain, Steps niche hain.
Sabse Pahle aapko Search by Details par Click karna hai. Fir waha par aapse details puchha jayega jisme aapko pura details daalna hai. Jaise ki aapka
नाम/Name *
पिता / पति का नाम (Father's/Husband's Name)
उम्र/Age जन्म तिथि/DoB
लिंग/Gender
राज्य/State
जिला/District
विधानसभा निर्वाचन क्षेत्र/Assembly Constituency
Pura upar bataye gye details daalne ke bad Captcha Code dalkar Search par Click kar dena hai. Pura Voter id ka details aapke samne aa jayega.
Is tarah se aapne pura Details daalkar Voter Card id ko Online Check kar sakte ho ya voter card status dekh sakte ho.
*Search by EPIC Number
Agar aap EPIC Number se Search karna Chah rahe ho to sabse pahle aapko Search by EPIC Number Select kar lena hai.
Uske bad aapko EPIC Number daalna hai.
Apna Rajya ke nam ko Select karna hai. Or Captcha Code ko Enter karne ke bad Search Par Click kar dena hai..
Aapka Pura Voter id Card Details aapke samne aa jayega.
To is tarah se aapne apna Voter Card Online Check kar liya Ya Online dekha.
Conclusion:
Mei aasha karta hun ki aapko sary jankary mil gyi hogy ki kaise Voter Card Online Check karte hain ya dekhte hain. Agar aapka koi Sawal ya Sujhaw ho to niche Comment karein. Or ady aapko yah faydemand laga ho to Share karein jaruratmando ke sath.
Tags- voter card id status, voter card status, voter card download, voter card online
Related Post:
Related Post:
إرسال تعليق